Pradhan Mantri Narendra Modi ne 22 March ravivaar ko Janata Curfew aagrah kiya - AryansWorld Gyaan

Breaking

Post Top Ad

Post Top Ad

Translate

Friday, March 20, 2020

Pradhan Mantri Narendra Modi ne 22 March ravivaar ko Janata Curfew aagrah kiya

PM Modi ji ne 22 March 2020 ravivar ke din subah 7 baje se lekar raat ko 9:00 baje tak Janata se Janata curfew ki mang ki, parantu khane peene ki vastuon, dudh, sabjiyan, anaaj, hospital main davaiyan aur jivan jine ki avashak samajri yah sabhi uplabdh hongi.

https://www.aryansworldgyaan.in/2020/03/pradhan-mantri-narendra-modi-ne-22.html

PM Modi ji ne Janata se 9 Agrah kiye

1. 22 March ravivar ke din Janata Shanti ke sath Janata curfew ka palan karen.

2. 22 March ko sham ko 5:00 baje sabhi log apni balcony ya Ghar ke angan ya fir gharon mein hi baith kar un logon ka manobal taliyon ke dwara, yah thaliya pitkar, yah fhir ghantiyan baja kar alag alag tarike se inka manobal badhaen, Jo Janata ki seva mein din raat lage hain jaise ki Safai karmchari, police, hospital mein nurse, doctor.

3. PM Modi ji ne Janata se Sankalp lene ke liye kaha ki aap Sankalp le ki corona
virus se swayam bhi bache aur apne Parivar ko bhi bachayen.

4. PM Modi ji ne Janata se aagrah kiya ki bahut jaruri ho bhi apne ghar se bahar nikale.

5. 10 sal se niche ke bacche aur 65 sal ke upar ke vyakti ghar se bahar na nikale.

6. PM Modi ji ne desh ki janata se yeh appeal ki yadi kisi karan varsh karmchari kam per na pahunche to unki pagaar na khate.

7. Bahut jaruri hota bhi apne ghar ke bahar nikale.

8. Janata kisi samuh mein ektrit na ho.

9. PM Modi ji ne Janata se appeal ki, ki is Janata curfew sandesh ko jyada se jyada phone dwara ya social media dwara logon ko yeh sandesh pahuchaye.

No comments:

Post a Comment

If you have any query, please let me know

Popular Articles

Post Top Ad